Home | Web 2 SMS | SMS Messages | Mobile Handset | Mobile Accessories | i mate | iPod | Software | Themes | Wallpaper | Mobile Reviews | Articles

 

 

 

 

 

Poetry SMS

 

Chand adhura hai sitaro ke bina,
gulshan adhura hai bahaaro ke bina,
samundar adhura hau kinaro ke bina,
jeena adhura hai tum jaise yaaro ke bina!!!

 

Ghar se nikalti ho tum jab,
pehen ke evening gown
Too many requests se,
ho jaata hai server down

 

Dil dost ko do ge to dost banao ge,
saathi ko do ge to saathi banao ge,
gheron ko doge qadar karvao ge,
or agar apno ko doge to pachtao ge.

 

Tere justojoo may humne Khoo diyeh hain
kaye raastey Tujhey paaney ki Aarzoo may Khud may dhoondtey hain
Tujhko Apni to bas yahi Duwa hai
Kitab-e-Taqdeer may mere Haath ke lakeeroon par.

 

Hansna hamara kisi ko gawara nahi,
har musafir zindagi ka sahara nahi,
miltye hain bohat log is tanha zindagi mein,
per koi dost tumse ziyada pyara nahi.

 

Khayalo ko kisi aahat ki aas rehti hai,
nighao ko kisi surat ki pyas hoti hai,
tere bin kisi cheez ki kami to nahi,
magar tere SMS bin tabiyat udas rahati hai...

 

Aysa bhi nahin hai ke,
I don't like your face Par dil ke computer mein,
nahin hai enough disk space.

 

Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata,
lehro se pani ko hataya nahi jata,
hone wale ho jate hain khudhi dil se apne,
kisi ko kehkar apna banaya nahi jata

 

Dosti k naam pay deewaanay chalay aatay hain,
Shama k peechay perwaanay chalay aatay hain,
Tu meri zindagi main nahin aana chahata na aa,
par aana meri moat pay us din to begaanay bhi chalay

 

woh mil jaate hain kahani ban ker,
dil main bus jaate hain nishani ban ker,
jinhay hum rkhtay hain apni ankhon main
kyon nikal jaate hain woh pani ban ker.

 

Tamanna to thi ke koi toot ker chahta hamien
Magar Khud hi toot ke bikhar gaye kisi ki chahat mein.

 

Roz subha hum karte hain itne pyar se unhe good morning
woh humhe ghoor kar dekhte hain jaise 0 ERRORS but 5 WARNINGS...

 

Samja do apni yado ko,
wo bin bulaye pas aaya karti hai,
aap to dur rehkar satate ho magar,
wo pas aakar rulaya karti hai

 

Kabhi yun bhi aa meri aankh main,
k nazar ko bhi khabar na ho,
ek raat mujhay nawaz de us k baad phir sahir na ho,
woh bada raheem wa kareem hay mujhay yeh sifat bhi ata karay,

 

Aaankh say door na hoo dil say oter jaye ga
waqat ka kya hai guzarta hai guzar jaye ga
Itna mayoos na khalwat-e-gham say apni
Tu kabhi khod ko bhi dekhay ga to dar jaye ga...

 

MAIN ITNA QAREEB AANAA CHAHTA HOON
TERE ROOH MAIN SAMAANA CHAHTA HOON
TAMAAM FASLAY HON JAHAN KHATEM US SAY AAGAY JANA CHAHTA HOON

 

koi bool nahi hain kyonki yeh to anmool hain,
jaane kahan se aaie hai tu kiski kismat hai,
jaise koi pyaara sa timtimata sitaara hai tu,
jaane kyon lagta hai ki bass humaara hai tu

 

Kyu dil ke mere tukde kar diye,
kyu mere aansu ko apni muskan se baha diye,
gunah kya tha mera bus chahna tumhe,
kyu meri zindagi me tune dard bhardiye

 

Nazar milake humse nazar chura mat lena
dost banakar hame dushman bana mat dena
mana ki hum door hain aapse
isi baat ko bahana bana kar humko bhula mat dena

 

Waqt guzarta raha par sanse thami si thi,
muskura rahe the hum,
par ankho me nami si thi,
saath hamare ye jahan tha sara,
par na jaane kyu tumhari kami si thi

 

Chaha to buhut izhaar na karna aaya,
kat gai umar hamain pyar na karna aaya,
Maanga agar us nay to judai maangi,
Aur hum thay hamain inkaar na karna aaya

 

teri ulfat ki rahoon mein loota di zindagi hum ne.
dil-o-jaan lootane wale to kitna bewafa nikla.

 

Ek tabassum hai laboon per raqsaan
yunhi koshish hai ghum chupaney ki
Mairey ahbaab yeh samajhtey hain
Mujh ko aadat hai Muskuraney ki

 

Phool se pehle khusboo ko to dekho,
karne se pehle kaam ko to dekho,
kisike roop mein diwana naa bano,
surat se pehle uske dil ko to dekho

 

Socho ke pani se juda hokar ye machhliyan kyo tadap kar mar jaati hain
na maloom tha unko k nazdikiyan adat aur aadat aksar zindgi ban jaati hai

1  2 

 

 

Birthday SMS

Poetry SMS

Funny SMS Islamic SMS

Friendship SMS

Eid Mubarak SMS

Cool SMS Urdu SMS
Love SMS Wedding Anniversary SMS